Skip to content

Kaun rakhega yaad hame || two line Hindi shayari || best shayari

Koun rakhega yaad hame is daur-e-khudgarzi mein
Haalat aise hai ki logo ko khuda yad nahi rehta💯

कौन रखेगा याद हमे इस दौर-ए-खुदगरज़ी में 
हालत ऐसे है कि लोगो को खुदा याद नहीं रहता💯

Title: Kaun rakhega yaad hame || two line Hindi shayari || best shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumhari yaadein || hindi shayari

kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️

Title: Tumhari yaadein || hindi shayari


Dil Mein Uter k Daikh || 2 lines sad hindi shayari

Honton ki Hansi ko Na Samajh Haqeeqat-e-Zindagi..!!
Dil Mein Uter k Daikh Hum kitnay Tootay Howay Hain..!!

Title: Dil Mein Uter k Daikh || 2 lines sad hindi shayari