Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi ke un
Kutch asa hain nazara hamara
👀aankhon se dur Or ❤️🩹dil ke pass hain hum
Zindagi ke un falsawon ka utar hain hum
Jinhe dhundane tum aksar sapno mein jate ho tum
Un khali kagazo pein likhe hue vo akshar ho hum
jo padke bhi na pade hue hain hum hamesha
Title: Zindagi ke un
Chahat ka Maza || hindi shayari || love shayari
Vo shama ki mehfil kya
Jisme dil khaak na ho
Maza to tab hai chahat ka
Jab dil to jale par rakh na ho❤️🔥
वो शमा की महफ़िल ही क्या,
जिसमे दिल खाक ना हो,
मज़ा तो तब है चाहत का,
जब दिल तो जले, पर राख ना हो…❤️🔥
