Wo ek Shaks mere Khwaab mein kya aane laga,
Har roz raat sone ka bas mujhe intezaar hone laga.
Use apni zindagi banane ki koshish mein lag gaye the hum,
Wo khwaab aisa toota ke use bhool jane ki dua mangne laga.
Enjoy Every Movement of life!
Wo ek Shaks mere Khwaab mein kya aane laga,
Har roz raat sone ka bas mujhe intezaar hone laga.
Use apni zindagi banane ki koshish mein lag gaye the hum,
Wo khwaab aisa toota ke use bhool jane ki dua mangne laga.
Everything is pre-written .
But with ardass it can be re-written♥️
is duniya ke log bhee kitane ajeeb hai na,
saare khilaune chhod kar jazabaaton se khelate hain…
इस दुनिया के लोग भी कितने अजीब है ना,
सारे खिलौने छोड़ कर जज़बातों से खेलते हैं…