Kehne ko to aaj bhi Ishq hai mujhe tumse
Tere ishq mein doob Jane ke chaht aaj bhi hai muje
Chahe kisi aur se mohobbat ho yaa na ho muje
Chahe kisi aur se mohobbat ho yaa na ho muje
Par tere ishq mein faana hone ki chahat aaj bhi hai mujhe
Dekh Mujhe tabib aaj pucha jo Haalat-e-Mijaj
Kahne laga ki la-illaj band hu mein Khuda nahi🙃
Chehre tera bhi jard hai aah.. laboon pe sard hai
Ye toh Miyan woh Dard hai jiska koi dawa nahi💯
देख मुझे तबीब आज पूछा जो हालत-ए-मिज़ाज
कहने लगा कि ला-इलाज बंदा हूँ मैं ख़ुदा नहीं🙃
चेहरा तिरा भी ज़र्द है आह लबों पे सर्द है
ये तो मियाँ वो दर्द है जिस की कोई दवा नहीं💯
