

Jab tak tujhe na dekho mai tab tak lagta hai jaise
subha ki chai mili na ho
jab tak tujhse baat na ho tab tak lagta hai
chai ki chuski li na ho😋
जब तक तुझे न देखू मैं तब तक लगता है जैसे
सुबह की चाय मिली न हो
जब तक तुझसे बात न हो तब तक लगता है
चाय की चुस्की ली न हो😋
DE KAR WAQT KAR KE BAATAIN IS TARHA WO UTHAATE HAIN NAKHRE OROON KE
HUM TO BAS HAIN KAR KE MOHABBAT YUNHI KHASAARA KIYE HUE
دے کر وقت کر کے باتیں اس طرح وہ اٹھاتے ہیں نخرے اوروں کے
ہم تو بس ہے کر کے محبّت یوں ہی خسارہ کئے ہوئے