Someday when the pages of life end, I know that you will be one of it’s most beautiful chapters…❤️
Someday when the pages of life end, I know that you will be one of it’s most beautiful chapters…❤️
Tujhe bhool jau agar mere bas mein ho to
Khud ki hi kabar bnwa lu agar mere bas mein ho to
In saajo, wadiyon, fulon sabhi mein tera zikr hai
Inhe bhi mita doon agar mere bas mein ho to 🍂
तुझे भूल जाऊं अगर मेरे बस में हो तो
खुद की ही कब्र बनवा लूँ अगर मेरे बस में हो तो
इन साज़ों ,वादियों ,फूलों सभी में तेरा ज़िक्र है
इन्हे भी मिटा दूँ अगर मेरे बस में हो तो 🍂
“Tujhe Chahkar ab kisi aur ki na chahat , Ki tujhe chahkar ab kisi aur ki na chahat, Tujhe dekh na lu jab tak milti nahi is dil ko rahat”.