Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai….
Teri wajah se meri duniya khabon khayalon mein kho gyi hai
Teri wajah se duniya najron se gayab ho gyi hai
Mere khayal, khwaish Haqeeqat mein tabdil hone ki zid mein aa gyi hai….
Aur jo bajaron mein shan se nikla karte the hum,
Aaj hamari pehchan badal gyi hai ….
Aaj tak hum dil ke mareezon ko yun vyapari bulaya krte the ,
Aaj khud unme shamil hain, yeh kaisi bimari ho gyi hai..
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai..💔
Title: Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari
Wajah oh hi ne || true lines || ghaint Punjabi status
Gall gall te Jo sunaunde ne ke tusi badal gaye ho🤷
Koi ja ke dasse ohna nu ke sade badlan di vajah vi oh hi ne🙏..!!
ਗੱਲ ਗੱਲ ਤੇ ਜੋ ਸੁਣਾਉਂਦੇ ਨੇ ਕਿ ਤੁਸੀਂ ਬਦਲ ਗਏ ਹੋ🤷
ਕੋਈ ਜਾ ਕੇ ਦੱਸੇ ਉਹਨਾਂ ਨੂੰ ਕਿ ਸਾਡੀ ਬਦਲਣ ਦੀ ਵਜ੍ਹਾ ਵੀ ਉਹ ਹੀ ਨੇ🙏..!!




