Skip to content

Sacha dost || hindi shayari || twobline shayari

Sacha dost आइना और परछाई ki tarah hota hai आइना kbhi jhooth nhi bolta परछाई kabhi sath nhi chodti 💯

Title: Sacha dost || hindi shayari || twobline shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aansu se khataaa || hindi sad shayari

Mere Aansuon se khataa ho gyi…

jo beh chle jaalim zamaane ke aage.

Hakikat se  pehle kyon aankhein namm ho gyi,

jo mere sapne bhi saare jal kar raakh ho gye …

kaash!  hume ye ehsaas  pehle hi ho jaata….

kimat nhi inn anmol motiyon ka yahaan ,

jo ab yu andhere se aankhein milaayi ,

chiraago se roshni bhi judaa ho gyi.

Hazaaron se bhi jyadaa gum humne chupaaye,

na jaane kaise ye daastan bayaan ho gyi.

-by SARITA CHAUHAN

Title: Aansu se khataaa || hindi sad shayari


Teri yaad || Punjabi shayari || love status

Mukki reejh tamanna koi rakhne di
Khuab udde asmani mere dhool ban ke..!!
Baki reha na kuj mere andar hun bas
Teri yaad seene khubh gayi e sool ban ke..!!

ਮੁੱਕੀ ਰੀਝ ਤਮੰਨਾ ਕੋਈ ਰੱਖਣੇ ਦੀ
ਖ਼ੁਆਬ ਉੱਡੇ ਅਸਮਾਨੀਂ ਮੇਰੇ ਧੂਲ ਬਣ ਕੇ..!!
ਬਾਕੀ ਰਿਹਾ ਨਾ ਕੁਝ ਮੇਰੇ ਅੰਦਰ ਹੁਣ ਬਸ
ਤੇਰੀ ਯਾਦ ਸੀਨੇ ਖੁੱਭ ਗਈ ਏ ਸੂਲ ਬਣ ਕੇ..!!

Title: Teri yaad || Punjabi shayari || love status