Skip to content

Kuch lutaeya hai || Broken shayari

Kuch lutaya hai ,
Kuch gavaya hai ,
Hatho mien haath dalkar chalne ka vadha maine nibhaya hai…..

Jab sath tha tab bhi intezar tha
Jab dur hai tab bhi intezar hai
Kya faida aise intezar ka jab insan hi badhkirdar hai……

Chodkar aise haal mien kitne din muskuraonge
Upar bhi Jana hai Saab khuda ko kya mu dhikaonge…..💘🙃.”
.
.
……by Myheart😉❤️

Title: Kuch lutaeya hai || Broken shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


yaad nahee karoge || Shayari hindi

yaad nahee karoge to bhula bhee na sakoge,
mera khyaal zehan se mita bhee na sakoge,
ek baar jo tum mere gam se miloge,
to saaree umar muskura na sakoge…

याद नही करोगे तो भुला भी ना सकोगे,
मेरा ख्याल ज़ेहन से मिटा भी ना सकोगे,
एक बार जो तुम मेरे गम से मिलोगे,
तो सारी उमर मुस्कुरा ना सकोगे…

Title: yaad nahee karoge || Shayari hindi


Zindagi || true line hindi shayari

Hindi shayari || life hindi shayari || Zindagi ke us mod par khade hain...yaha yeh samaj nhi aa raha ..hum zindagi ke maze Lai rahe hain....Ya zindagi hamare maze le rahi hai...
Zindagi ke us mod par khade hain…yaha yeh samaj nhi aa raha ..hum zindagi ke maze Lai rahe hain….Ya zindagi hamare maze le rahi hai…