Skip to content

Nazre se nazre

“ Ek waqt tha jab unke nazron se nazare nahi hatti thi,
or aaj ek waqt hai unke nazrie hi nahi dikhti.”

Title: Nazre se nazre

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Uski yaadein || hindi sad shayari

Mein uski yaadon mein kaat raha hu din, jaise taise
Vo roz naye ashiq ka naam likh kar,
Purane ka naam kaat rahi hai 💔

मै उसकी यादो में काट रहा हूं दिन, जैसे-तैसे।
वो रोज़ नए आशिक का नाम लिख कर,
पुराने का नाम काट रही है 💔

Title: Uski yaadein || hindi sad shayari


Chand Alfaz gulab ki Aur || love shayari

Log kehte hain ke unhe gulab ki Khushboo har fool se Achhi lagti hai!!!!

Par koi hamare dilse pooche hame toh aapke jism ki khushboo uss gulab se Bhi achhi lagti hai❤️❤️🌹🌹

-Mohammed Arman

Title: Chand Alfaz gulab ki Aur || love shayari