Skip to content

Sher-e-Dard

Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.

Title: Sher-e-Dard

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat ki raahon pe bikhre pde hain || sad Hindi shayari || Hindi quotes

Manaya hai kisi ko ansu unse cheen kar
Matt hi puchiye roothna kise kehte hain..!!
Mohobbat ki raahon pe bikhre pde hain sahib
Humse na puchiye ye tutna kise kehte hain..!!

मनाया है किसीको आँसू उनके छीन कर
मत ही पूछिये रूठना किसे कहते हैं..!!
मोहोब्बत की राहों में बिखरे पड़े हैं साहिब
हमसे न पूछिये ये टूटना किसे कहते हैं..!!

Title: Mohobbat ki raahon pe bikhre pde hain || sad Hindi shayari || Hindi quotes


जुर्म दोनो ही संगीन हैं || Hindi shayari 2 lines

Kuchh apna andaaz hai kuchh mausam rangeen hai
tareef karu yaa chup rahu jurm dono hi sangeen hai

कुछ अपना अंदाज हैं कुछ मौसम रंगीन हैं,
तारीफ करूँ या चुप रहूँ जुर्म दोनो ही संगीन हैं ?

Title: जुर्म दोनो ही संगीन हैं || Hindi shayari 2 lines