Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pita ka hath Sar par || father shayari || hindi shayari
Khushiyon se bhara har pal hota hai
Zindagi mein sunehra har kal hota hai
Milti hai kaamyaabi usko jinke
Sar par pita ka hath hota hai..🥀
खुशियों से भरा हर पल होता है,
ज़िन्दगी में सुनहरा हर कल होता है,
मिलती है कामयाबी उन को जिनके,
सर पर पिता का हाथ होता है..!!🥀
Title: Pita ka hath Sar par || father shayari || hindi shayari
Pyar behisaab || love status || Punjabi shayari on pyar
Mein pyar behisaab kar baitha ohnu
Bhawein ohde layi mein ohda sirf dost haan❤
ਮੈਂ ਪਿਆਰ ਬੇਹਿਸਾਬ ਕਰ ਬੈਠਾ ਉਹਨੂੰ
ਭਾਂਵੇਂ ਉਹਦੇ ਲਈ ਮੈਂ ਉਹਦਾ ਸਿਰਫ ਦੋਸਤ ਹਾਂ❤

