Skip to content

Nazar bhi talaashe || hindi shayari

नज़र भी तलाशे किसी डगर पर खड़ा, कोई हमसफ़र काश मुझे मिल जाए..
जिसके साथ शुरू मैं करलूँ आखिर, नया जिदगी का कोई सफर मिल जाए..
कहीं अटकूं जो गर किसी राह पर, हाथों से हाथ इस कदर मिल जाए..
हमें भी हमारी जिंदगी में कोई ऐसा, निगेबान हमकदर मिल जाए..

Title: Nazar bhi talaashe || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohabbat || Heart touching hindi shayari

Duniya me jeene ki chahat na hoti
Agar khudane mohabbat banayi na hoti,
Log marne ki aarzoo na karte
Agar mohabbat me bewafai na hoti.
Yadon me hamari wo bhi khoye honge
Khuli aankhonse kabhi wo bhi soye honge,
Mana hasna hai ada gam chhupane ki
Par haste haste kabhi wo bhi roye honge

Title: Mohabbat || Heart touching hindi shayari


Zindagi hai ki samajdaar bnaye ja rahi hai

तमन्ना है नासमझ रहकर जीने की ज़िंदगी है कि समझदार बनाए जा रही है Zindagi hai ki samajdaar bnaye ja rahi hai