Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tadapta nahi || tanhaiyioo me
Tum mere dard se Wabasta nhi
Meri aankho me tere siwa koi basta nhi,
Muskurahat hai mere chehre pr sb ke like
Tanhaiyon me mujhe se zayada koi tadapta nhi.
Title: Tadapta nahi || tanhaiyioo me
Dua karte karte || hindi shayari || love shayari
Mujhe apne dil se juda karte karte,
Vo roya bhut ye faisla karte karte🙌
Mulakaat ka koi rasta nikalo,
Zuban thak gyi hai dua karte karte🙏
मुझे अपने दिल से जुदा करते करते,
वो रोया बहुत ये फैसला करते करते 🙌
मुलाकात का कोई रस्ता निकालो,
जुबां थक गई है दुआ करते करते!🙏

