Skip to content

Alfaaz ne dil se


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil ki batein sunau || love hindi shayari

Ji chahe k duniya ki har ek fikr bhula kar
Dil ki batein sunau tujhe mein pass bitha kar❤️

जी चाहे कि दुनिया की हर एक फ़िक्र भुला कर,
दिल की बातें सुनाऊं तुझे मैं पास बिठाकर।❤️

Title: Dil ki batein sunau || love hindi shayari


Bahut Mahir tha main

Bahut mahir tha main khud aur khud ke rishton ko samhalne mein,

Lekin ek waqt aya jahan na main khud ko samhal paya aur na khud ke rishton ko…

Title: Bahut Mahir tha main