Skip to content

tujhse milne ke baad

tujhse milne ke baad dil aasmaan ko chu jata h ,

tujhse milne ke baad ye samundar ke gote khata h,

tumhari aakhe itni khubsurat h ki inme doob jau,

ha tumhe ishq karti hu kaise tumhe batau,

tum itne mashoor ho kaise tumhe gale se lagau ,

tum itne magnoor ho pal bhar thaher ke mujhe dekh bhi nhi sakte,

aur mai itni fursat me hu ki tum haat pakdo,

mai saari haade paar kar jau.

Title: tujhse milne ke baad

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khamoshi || sad but true || Hindi shayari

Sunna hai to khamoshi suno 

Lafjo ke matalab hjaar hain🤫

सुनना है तो खामोशी सुनो……

लफ्जों के मतलब हजार हैं🤫

Title: Khamoshi || sad but true || Hindi shayari


Dil lagake glti krna || sad hindi shayari

Dil lagake glti krna humari ada nhi thi💔,
Tumse ishq krna humari khatah nhi thi,
Shayaron ki duniya mein begane hue hum,
Duniya ke dastooron se khafa hue hum…..

दिल लगाके के  गलती करना हमारी अदा नहीं थी😞 ,
तुमसे इश्क़ करना हमारी खता नहीं थी ,
शायरों की दुनिया में बेगाने हुए हम ,
दुनिया के दस्तूरों से खफा हुए हम……. 

Title: Dil lagake glti krna || sad hindi shayari