Skip to content

You wake up and he’s on your mind || Love English poetry

You wake up and he’s on your mind.
Another subject, you can’t find.
You used to think it was just a bluff.
But now you realize, you’re in love.

You see him and can’t help but smile.
Think of him for miles and miles.
Weak in the knees when he comes through.
You know his eyes see right through you.

You don’t care what people say.
You want to be with him all day.
Seeing him you can’t get enough.
And you can see that you’re in love.

#anonymous

Title: You wake up and he’s on your mind || Love English poetry

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Gustaakhi🙌 || sad but true || hindi shayari

Aaj fir kuch purane khyalo ne dil par dastak di hai
Mili nhi jo maafi ab tkk kya itni badi gustakhi ki hai 🍂

आज फिर कुछ पुराने ख्यालों ने दिल पर दस्तक दी है मिली नही जो माफी अब तक क्या इतनी बड़ी गुस्ताखी की है🍂

Title: Gustaakhi🙌 || sad but true || hindi shayari


Izhar e Mohabbat || love shayari

Teri arzoo karta hun Mai
Teri guftagu sunta hun mai
Tere Chand se is chere ko yuhi nahi takta hun mai
Tere labo se nazre hathi nahi
Teri Ankho se ankhe milti nahi
Sab Naseeb ka khel hai yunhi nahi kheta hun mai

Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu Teri arzoo karta hun mai
Kyu Teri guftagu sunta hun mai
Kyu tere chere ko takta hun mai
Kyu tere labo se nazre hathi nahi Teri ankho se ankhe milti nahi
Kyu kyu kyu

Is kyu ka bhi ik jawab hai
Is kyu ka bhi ek jawab hai
Tujhe bepanah chahta hun mai
Tujhe mohabbat karta hun mai
Teri muskurahat ke liye
Teri khilkhiahata ke liye
Sare gamo ko bhul kar bhi muskuraya karta hun mai
Teri farrrmaaaishe
Teri sari  khwahishe
Mukammal karna chahta hun mai
Tujhse mohabbat karta hun mai
Teri siyah zulfo ko
Tere surkh hotoh ko
Sajana chahta hun mai tujhe bepahan chahta hun main 

Tujhse mohabbat karta hun mai 

Title: Izhar e Mohabbat || love shayari