Skip to content

aansuon ke qaabil || True Lines on love Hindi shayari

kabhee jindagee mein kisee ke liye mat rona,
kyonki vo tumhaare aansuon ke qaabil na hoga,
aur jo in aansuon ke qaabil hoga,
vah tumhen rone hee nahin dega..

कभी जिंदगी में किसी के लिये मत रोना,
क्योंकि वो तुम्हारे आँसुओं के क़ाबिल ना होगा,
और जो इन आँसुओं के क़ाबिल होगा, वह तुम्हें रोने ही नहीं देगा..

Title: aansuon ke qaabil || True Lines on love Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aisa koi lamha || Zikr || hindi shayari

Aesa koi lmha nhi h jisme tera zikr na ho..

Aesa koi pal nhi h jisme Teri fikr na ho..

Lakh mil jayenge tujhe chahne wale .

Pr humari jesi chaht kahi or na ho ..

Tu khush rhe h teri duniya tujhpe kbhi gamo ka dhoop na ho 

Title: Aisa koi lamha || Zikr || hindi shayari


Sad Love shayari Hindi || Me Bhi nazaane kya

SAD LOVE SHAYARI HINDI || ME BHI NAZAANE KYA
Mai bhi nazaane kya kar baitha
bina dil se pooche yeh faisla kar baitha
Iss zalim zameen par to
toote huye taare bhi nahi girte
or mai chand se hi
mohobat kar baitha