Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khuda tumhe bhi dega || Hindi True Two Lines
Dusre ki amaanat ko dhekh kar hairan mat ho,
Khuda tumhe bhi dega pareshan mat ho
Title: Khuda tumhe bhi dega || Hindi True Two Lines
Tujhse baat karne ko jee chahta hai || love Hindi shayari
Tujhse baat karne ko jee chahta hai
Par baat kya karu samjh nhi aata hai
Mein bas itna puch sakta hu kesi hai tu
Mujhe baat karne ka yahi tareeka aata hai 😶
तुझसे बात करने को जी चाहता है
पर बात क्या करू समझ नही आता है
मैं बस इतना पूछ सकता हु कैसी है तू
मुझे बात करने का यही तरीका आता है। 😶

