Skip to content

Aadat gam chupane ki || sad but true hindi shayari

Ek baat hai jo kabse humein, samajh nhi aa rhi..
Aadat gam chupane ki humse, badli nhi ja rhi..
Dekha hai logo ko bant te huye, gam dusro ke sath..
Kaash baant le mera bhi koi, ab aur chupane ki, jagah na rahi…💔

एक बात है जो कबसे हमें, समझ नहीं आ रही..
आदत गम छुपाने की हमसे, बदली नहीं जा रही..
देखा है लोगों को बांटते हुए, गम दूसरों के साथ..
काश बांट ले मेरा भी कोई, अब और छुपाने की, जगह ना रही…💔

Title: Aadat gam chupane ki || sad but true hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard me bhi hamne muskuraana || hindi shayari

Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.

Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.

Aur log bol rahe hai bahut khush lag rahe ho aaj.

Unhe kya bataye kis dard me ji rahe hai aaj.

Title: Dard me bhi hamne muskuraana || hindi shayari


Mainu Zinda rakh rahi hai || Shayar’ shayari

Je tu ajh mudh aawe
ta mera vajood khatam ho jaana
teri na-mazoodgi hi tan
mainu zinda rakh rahi ae

ਜੇ ਤੂੰ ਅੱਜ ਮੁੜ ਆਵੇਂ
ਤਾਂ ਮੇਰਾ ਵਾਜੂਦ ਖਤਮ ਹੋ ਜਾਣਾ
ਤੇਰੀ ਨਾ-ਮਾਜੂਦਗੀ ਹੀ ਤਾਂ
ਮੈਨੂੰ ਜਿੰਦਾ ਰੱਖ ਰਹੀ ਏ

Title: Mainu Zinda rakh rahi hai || Shayar’ shayari