Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain
Maana Ki Tum Lafzon Ke Baadshah Ho Lekin,
Hum Bhi Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain!
Title: Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain
shaan se ham tere dil || Love hindi shayari
shaan se ham tere dil mein rahenge,
teree mohabbat pe jaan nisaar karenge,
dekh ke jalengee hame duniya saaree,
is kadar be-panaah tujhe pyaar karenge…
शान से हम तेरे दिल में रहेंगे,
तेरी मोहब्बत पे जान निसार करेंगे,
देख के जलेंगी हमे दुनिया सारी,
इस कदर बे-पनाह तुझे प्यार करेंगे…
