Skip to content

Aaj bhi naji badla || shayari

Ki tu aaj bhi waisa h

Badla nhi aaj bhi

Wo ankho se muskurana

Badla nhi aaj bhi

Wo chahat me itna kho jana badla nhi aaj bhi

Mrne ke to hazaro bahane h

Pr wo khna ki tere liye ji rha hu

Badla nhi aaj bhi…

Title: Aaj bhi naji badla || shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari


Rabb hi aape aap howe || true love shayari || Punjabi status

Jithe tadap dil ch din raat howe
Sab rabb hi aape aap howe
Do roohan da milap howe
Te do dil ikk hon layi milde ne
Othe mohobbtan vale full khilde ne💖..!!

ਜਿੱਥੇ ਤੜਪ ਦਿਲ ‘ਚ ਦਿਨ ਰਾਤ ਹੋਵੇ
ਸਭ ਰੱਬ ਹੀ ਆਪੇ ਆਪ ਹੋਵੇ
ਦੋ ਰੂਹਾਂ ਦਾ ਮਿਲਾਪ ਹੋਵੇ
ਤੇ ਦੋ ਦਿਲ ਇੱਕ ਹੋਣ ਲਈ ਮਿਲਦੇ ਨੇ
ਉੱਥੇ ਮੋਹੁੱਬਤਾਂ ਵਾਲੇ ਫੁੱਲ ਖਿਲਦੇ ਨੇ💖..!!

Title: Rabb hi aape aap howe || true love shayari || Punjabi status