Aaj wo rasta v khushnuma sa lag raha h,
Jo har roj subah sham virana sa lagta tha🍂
Enjoy Every Movement of life!
Aaj wo rasta v khushnuma sa lag raha h,
Jo har roj subah sham virana sa lagta tha🍂

Ab to wafa ke naam se mukr jata hai dil,
Ab to ishq ke naam se dar jata hai dil,
Ab kisi dilase ki zaroorat nhi hai,
Kyunki ab har dilase se bhar gya hai dil💔
अब तो वफ़ा करने से मुकर जाता है दिल,
अब तो इश्क के नाम से डर जाता है दिल,
अब किसी दिलासे की जरूरत नही है,
क्योंकि अब हर दिलासे से भर गया है दिल।💔