Skip to content

AANSU || aajh jee bhar kar rone

AANSU || aajh jee bhar kar rone  || shayari


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apke siva || only love and love

Apke bina kisi ko do pal bhi de,

Iski izazat dil hume nahi deta.!

Aur apne soch bhi kaise liya.?

ki hum dil se bagavat kar jayenge.!

Apke siva,  kisi aur ke naam apni zindagi kar jayenge.!

_prajakta patil

Title: Apke siva || only love and love


jab kismat badal sakatee || 2 lines hindi shayari

mainne insaan kee vafa par yakeen karana chhod diya hai,
jab kismat badal sakatee hai to ye mittee ke insaan kyon nahin…

मैंने इंसान की वफ़ा पर यकीन करना छोड़ दिया है,
जब किस्मत बदल सकती है तो ये मिट्टी के इंसान क्यों नहीं…

Title: jab kismat badal sakatee || 2 lines hindi shayari