Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
sadde naal hi baith la || punjabi shayari
je apni mehfila laa ke v
saadiyaa galla karniyaa
fer saade naal hi baith lyaa kar
ਜੇ ਆਪਣੀ ਮਹਫ਼ਿਲਾਂ ਲਾ ਕੇ ਵੀ
ਸਾਡੀਆਂ ਗੱਲਾਂ ਕਰਨੀਆ
ਫੇਰ ਸਾਡੇ ਨਾਲ ਹੀ ਬੈਠ ਲਿਆ ਕਰ
Title: sadde naal hi baith la || punjabi shayari
Kiiii ab lout aao na
Kiiii Ab lout aao na boht wqt ho chuka hai,
Tujhe yaad kr ke bikhr jo chuka hai…
Bin lo ek ek tukda dil ka ,
Ab na mera dil tera rha na kisi or k layak rha hai…
Kiiii dheere dheere mei behti jaa rhi hu,
Ansuon ke sath dil to kya khud ko bhi khoti jaa rhi hu…
Dekh lo fir se keh rhi hu tumse ki bula lo waps apne pass mujhe,
Kiiii baar baar keh kr mei haari jaa rhi hu…
Fir agr tum aaye boht wqt baad to mujhse na kehna fir,
Mei tera hu tere pass aa gya fir ab tu kyu mujhse dur hoti jaa rhi h…
Kiiii ab lour aao na….🥺

