Skip to content

Aapki mehak || hindi shayari || love shayari

Aapki mehak humari sanso me aisi bas gyi hai
Ke jaise har jagah aap hi ho…❤️

आपकी महक हमारी सांसों में एसी बस गई है
के जैसे हर जगह आप ही हो…❤️

Title: Aapki mehak || hindi shayari || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Urdu Ghazal or Shayari

نہ طور، نہ طریقہ، نہ تمیز، نہ تہذیب، نہ ادب، نہ سلیقہ، نہ شعور

پل رہے ہیں شیر خوار بھی یہاں کن کن وہشتوں کے درمیاں

NA TAUR, NA TAREEQUA, NA TAMEEZ, NA TEHZEEB, NA ADAB, NA SALEEQUA, NA SHAOOR

PAL RAHE HAIN SHERKHWAAR BHI YAHAAN KIN KIN WEHSHATON KE DARMYAAN

Title: Urdu Ghazal or Shayari


na hansate khud || Sad hindi shayari

na hansate khud-ba-khud to…kab ke mar jaate,
zindagee toone to kabhee, muskuraane kee vazah nahin dee..

ना हँसते ख़ुद-ब-ख़ुद तो…कब के मर जाते,
ज़िन्दगी तूने तो कभी, मुस्कुराने की वज़ह नहीं दी..

Title: na hansate khud || Sad hindi shayari