Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tum bhi badhe || hindi best status
tum bhi badhe bhole ho
har ek jhooth ko sach maante ho
ham subah kush to shaam ko kush
aur tumhe lagta hai, tum hame jante ho
तुम भी बड़े भोले हो,
हर एक झूठ को सच मानते हो।।
हम सुबह कुछ तो शाम को कुछ,और तुम्हे लगता है , तुम हमें जानते हो।।
Title: Tum bhi badhe || hindi best status
Vo sath hi kya || Hindi shayari
Ek pal ki ye baat nahi
Do pal ka ye saath nahi
Kahne ko to zindgi jannat
Se pyari hai…..
Par wo saath hi kiya jis
Mein tera haath nahi…❤️
