Skip to content

Abhi to rona hai || aansu shayari || sad hindi shayari

Abhi to rat shuru hui hai 
Itni jaldi hame kaha sona hai🙃
Abhi to yad karna hai kisi ko
Abhi to ji bhar ke rona hai💔

अभी तो रात शुरू हुई है
इतनी जल्दी हमें कहाँ सोना है🙃
अभी तो याद करना है किसी को
अभी तो जी भर के रोना है💔

Title: Abhi to rona hai || aansu shayari || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari

Main aur meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ke tum hote to kaisa hota ..

Shayad jaisa socha tha sab kuchh vaisa hota main teri aur tu mera hota..

Saath hoti tere har ehsaas tera hota sukhi ret par giri baarish ki bundo sa saath tera hota 

Par ab Sochu bhi to kya Sochu jo mera tha hi nahi vo mera kaise hota 

Main or meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ki tum hote to kaisa hota …… 

Title: Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari


Kuchh pal de waste chale gaye ho door || Shayari love and sad

Kuchh pal de waste chale gaye ho door,
assi ta har pal hai kinne majboor,
kaise yaad na kare thunu tanhaiyon me
Thuda aun nl hi aayega zindage de wich noor.

Title: Kuchh pal de waste chale gaye ho door || Shayari love and sad