Agar riston ko nibhana itna aasan hota…
To har insaan aaj khush aur abad hota…
Enjoy Every Movement of life!
Agar riston ko nibhana itna aasan hota…
To har insaan aaj khush aur abad hota…
Chaha na usne mujhe bas dekhta raha
Meri zindagi se vo is trah khelta raha
Na utra kabhi meri zindagi ki jheel mein
Bas kinare par baitha pathar fenkta raha💔
चाहा ना उसने मुझे बस देखता रहा,
मेरी ज़िंदगी से वो इस तरह खेलता रहा,
ना उतरा कभी मेरी ज़िंदगी की झील में,
बस किनारे पर बैठा पत्थर फेंकता रहा💔
