Skip to content

Image-1370.jpg

  • by

Title: Image-1370.jpg

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mulakaat bhi hogi || hindi shayari || sad shayari

Din hua hai, to raat bhi hogi,
Mat ho udaas,usse kabhi baat bhi hogi
Vo pyar hai hi itna pyara,
Zindagi Rahi to mulakaat bhi hogi❤️

दिन हुआ है, तो रात भी होगी,
मत हो उदास, उससे कभी बात भी होगी।
वो प्यार है ही इतना प्यारा,
ज़िंदगी रही तो मुलाकात भी होगी।❤️

Title: Mulakaat bhi hogi || hindi shayari || sad shayari


Dard || hindi shayari || sad but true

Dushmano ki ab kise zaroorat hai
Apne hi kaafi hai dard dene ke liye💔🙂

दुश्मनो की अब किसे जरूरत है
अपने ही काफी है दर्द देने के लिए💔🙂

Title: Dard || hindi shayari || sad but true