Enjoy Every Movement of life!
Milne Koi Toh Har Shakhs Ehtraam Se Mila,
Par Jo Mila Kisi Na Kisi Kaam Se Mila.
मिलने को तो हर शख्स एहतराम से मिला,
पर जो मिला किसी न किसी काम से मिला।
Fark padta hai tere na hone se
Fark padta hai tujhe khone se..
Fark padta hai teri nazdeekiyo se
Fark padta hai teri duriyo se….
Fark padta hai teri galtiyo se
Fark padta hai uthti ungliyon se…
Fark padta hai tere paas hone se
Fark padta hai tujhe sochh rone se….
Fark padta hai sirf teri khusiyo se
Fark nahi padta zamane ki bandishon se….
