Skip to content

Akhan sahwein reh || Punjabi shayari

Asa takkna nazara us khuda da🙇‍♀️
Tu akhan sahwein reh sajjna😇..!!

ਅਸਾਂ ਤੱਕਣਾ ਨਜ਼ਾਰਾ ਉਸ ਖੁਦਾ ਦਾ🙇‍♀️
ਤੂੰ ਅੱਖਾਂ ਸਾਹਵੇਂ ਰਹਿ ਸੱਜਣਾ😇..!!

Title: Akhan sahwein reh || Punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari

Tum bhi meri trah ye dard sehti ho kya😶
Tum ab bhi meri ankhon se behti ho kya🤨
Mein ab bas rab ki ibadat karta hu❤️
Tum bhi ab mujhe bewafa kehti ho kya😑
Ye adhi raat mein mere aansu kyu nikal aaye💔
Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya🙃

तुम भी मेरी तरहा ये दर्द सहती हो क्या😶
तुम अब भी मेरी आखों से बहती हो क्या🤨
मैं अब बस रब की इबादत करता हूं❤️
तुम भी अब मुझे बेवफा कहती हो क्या😑
ये आधी रात में मेरे आसूं क्यों निकल आए💔
तुम अब भी मेरे दिल में रहती हो क्या🙃

Title: Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari


Tera naam aaya || one liner shayari

Ruki hui thee sanse teri aahat sunke na jaane kab tum aaye aur ye dil fir se dhadkne laga

Na dua kaam aayi na dawa jab bhi yaad kiya tujhe jubaan pe tera naam aaya

Title: Tera naam aaya || one liner shayari