Skip to content

Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?

Akhir Mai mere kaun ho tum

Mere har sawaal mai ho tum,
Mere har jawab mai ho tum,
Mere din ki shuruvat ho tum,
Mere duao ka naam ho tum,
Mere raato ke khwab ho tum,
Meri berang se zindagi ke rang ho tum,
Acha ek baat batao Akhir mai mere kaun ho tum?

Title: Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Badal jao waqt ke sath || Hindi shayari

बदल जाओ वक्त के साथ
या फिर वक्त बदलना सीखो
मजबूरियों को मत कोसो
हर हाल में चलना सीखो

Title: Badal jao waqt ke sath || Hindi shayari


Mukaddar hamare || best hindi shayari || shayari images

True love shayari images. Best hindi shayari images. Shayari pics. Sacha pyar shayari images.
Mukaddar hamare bhi ba-kamaal hote
Koi humse hum jaisi mohobbat kar pata to..!!
Mukaddar hamare bhi ba-kamaal hote
Koi humse hum jaisi mohobbat kar pata to..!!

Title: Mukaddar hamare || best hindi shayari || shayari images