Skip to content
pyar bhariyaan do gallan | Akhiyaan vich Akhiyaan paa k baitha reh sohneyaa sajjna ve sahmane aa k baitha reh

Akhiyaan vich Akhiyaan paa k baitha reh
sohneyaa sajjna ve sahmane aa k baitha reh


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jane kon kon se raaz || HIndi shayari best

Jaane kon kon se Raaz kholti hai
Khamoshi jab sir chhad kar bolti hai

Le jaati hai mujhe Andheri galiyon m
Fir der tk meri nbz tatolti hai

Durr rehne ki iss se kai minnate ki mene
Teri hamraaz hoon reh reh kar Bolti hai

Kya milta hai ise gade murde udkhad kar
Raat raat bhar laasho sang dolti hai

Zehr .. tezaab… Awara khushuye
Kya kya aakar zehn m gholti hai

Mere badan m uthi hai basi limsa koi
Bechain rooh mano tera rasta tatoli hai

Title: Jane kon kon se raaz || HIndi shayari best


Mazboot hoon mein || two line shayari

Zindagi Teri har uljhano ki zinda saboot hoon mein
Tujhe kya pta ab kitni majboot hoon mein!!

जिंदगी तेरी हर उलझनों  की जिंदा सबूत हूं मैं
तुझे क्या पता अब कितनी मजबूत हूं मैं!!

Title: Mazboot hoon mein || two line shayari