Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
उदासी🤐 || Vajah dhundni hai to muskurane
Vajah dhundni hai to muskurane ki dhundo udaasi to bas samay gvane ka ek tareeka hai
वजह ढूंढनी है तो मुस्कुराने की ढूंढो उदासी तो बस समय गवाने का एक तरीका है
Title: उदासी🤐 || Vajah dhundni hai to muskurane
Waqt aur dost || hindi shayari
Waqt aur dost hame yuhi mil jate hain,
Lekin waqt ka pata tab chalta hain,
Jab ye hamse dur chale jate hain.💯

