Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bahut bahut shukriya || alone hindi shayari

or mubarak ho tumhe mera naam mardo me darj karne ke liye
arey tu hi hai jo mujhe khaali
samay me bhi yaad nahi karti
or mai waqt dhoondta hu beeti yaado par kharch karne ke liye
Rishte naam ke || sad but true lines || hindi shayari
Thoda waqt beet jaane de,
Jo chehra itne khaas the,
Woh chehre bhi aam nazar aayenge,
Jo lagta tha mohabbat hai,
Wahi risthe sirf naam ban ke reh jayenge.🙃💯
थोड़ा वक्त बीत जाने दे
जो चहरे इतने खास थे
वो चहरे भी आम नज़र आएंगे
जो लगता था मोहोब्बत है,
वही रिश्ते सिर्फ नाम बन के रह जाएंगे.🙃💯

