Enjoy Every Movement of life!
Main Nay Ussay Poocha Tha,
Kya Dhoop Main Barish Hoti Hai??
Wo Hanstay Hanstay Ronay Lagi
Aur Dhoop Main Barish Honay Lagi….😌💐
Uske Chale Jaane ke baad
ham mohobbat nahi karte kisi se
shotti c zindagi hai
kis kis ko ajhmaate rahenge
उसके चले जाने के बाद…
हम महोबत नहीं करते किसी से,
छोटी सी जिन्दगी है…
किस किस को अजमाते रहेंगे.
