Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nafrat behtar hai ishq se || hindi shayari || two line shayari
Nhi chaiye koi hum khud me magroor rehte hain
Nafrate behtar hai is dhokhe se jise log ishq kehte hain💯
नही चाहिए कोई हम खुद में मगरूर रहते हैं
नफरते बहतर है इस धोखे से जिसे लोग इश्क कहते हैं 💯
Title: Nafrat behtar hai ishq se || hindi shayari || two line shayari
Uski khoobsurati ke charche || two-line shayari
Uski khoobsurti ke charche aur kaha takk honge,
Vo angdhai le to tare bhi zameen par aane ko raazi hote hain…🍂
उसकी खूबसूरती के चर्चे और कहां तक होंगे,
वो अंगड़ाई ले तो तारे भी जमीं पर आने को राज़ी होते हैं…🍂
