
baato hi baato me unse
baat huyi thi
yu to guzarti hai har roz ek shaam..
par jo unke sath safar me beeti wo alag hi
shaam huyi thi
Enjoy Every Movement of life!

kaise bhula doon us bhoolane vaale ko main,
maut insaanon ko aatee hai yaadon ko nahin..
कैसे भुला दूँ उस भूलने वाले को मैं,
मौत इंसानों को आती है यादों को नहीं..
Teri Yadon Se Shuru Hoti Hai Meri Subah
Fir Kaise Keh Du Ki Mera Din Kharab Hai…♥️🥺