Enjoy Every Movement of life!
Alfazo ko padhta hai vo mere jazbaton ko kaha samjhata hai
Sirf baat karta hai mohobbat se kambakhat mujhse mohobbat kaha karta hai💯
अल्फाजों को पढ़ता है वो मेरे जज्बातों को कहां समझता है
सिर्फ बात करता है मोहब्बत से कमबख्त मुझसे मोहब्बत कहां करता हे।💯
Ilham mera tu hi hai
Har kaam mera tu hi hai
Har savera aur shaam meri tu hi hai
Aur pyaar mein marne ki baat karte hain log aksar, Mai shaan se jeena chahta hu toh,
Woh shaan meri Tu hi hai💕
