Skip to content

Anjaan bante ho || love hindi shayari

Jante ho fir bhi anjan bnte ho 
Puchhte ho tumhe kya pasand hai
Jawab khud ho, fir bhi sawal krte ho!❤

जानते हो फिर भी अनजान बनते हो
पूछते हो तुम्हे क्या पसन्द है
जवाब खुद हो, फिर भी सवाल करते हो!❤

Title: Anjaan bante ho || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


tairne ka hunar

Kise ko paane ki chahat me itna
na doobo ki fir, apne tairne ki hunar
kaam hi naa aye

किसी को पाने कि चाहत में इतना
ना डूबों कि फिर। अपने तैरने का हूनर
काम हि ना आए।

Title: tairne ka hunar


Sabh marzo se bura || hindi shayari sad || dard bhari

SABH MARZO SE BURA || HINDI SHAYARI SAD || DARD BHARI
Sab marzo se bura dil ka marz hota hai
or sab karzo se bura mohobat ka karz hota hai
arey tu de le jitne zakhm dene hai mere dil ko
akhil pathro ko kha dard hota hai