Apke bina kisi ko do pal bhi de,
Iski izazat dil hume nahi deta.!
Aur apne soch bhi kaise liya.?
ki hum dil se bagavat kar jayenge.!
Apke siva, kisi aur ke naam apni zindagi kar jayenge.!
_prajakta patil
Enjoy Every Movement of life!
Apke bina kisi ko do pal bhi de,
Iski izazat dil hume nahi deta.!
Aur apne soch bhi kaise liya.?
ki hum dil se bagavat kar jayenge.!
Apke siva, kisi aur ke naam apni zindagi kar jayenge.!
_prajakta patil
Dhoond raha hu fir use,
Kahi to koi uska zikr kare ❤️
Fir mujhe uska khayal aaye
Dil fir uski fikr kare…😍
ढूंढ रहा हूं फिर उसे,
कहीं तो कोई उसका ज़िक्र करे,❤️
फिर मुझे उसका खयाल आए,
दिल फिर उसकी फिक्र करें…😍
