Hum dono ke rahein alag alag the
Phir bhi milkar ek raaste bana diya
Manzilein kaahe dur khade the
Aur phir bhi hum ne khawaboo mein apna ek aashiyana bana diya
Hum dono ke rahein alag alag the
Phir bhi milkar ek raaste bana diya
Manzilein kaahe dur khade the
Aur phir bhi hum ne khawaboo mein apna ek aashiyana bana diya
Teri aarzoo mera khwaab hai
Jiska rasta bahut kharab hai
Mere zakhm ka andaza na laga
Dil ka har panna dard ka kitab hai🙃
तेरी आरजू मेरा ख्वाब है
जिसका रास्ता बहुत खराब है
मेरे जख्म का अंदाजा न लगा
दिल का हर पन्ना दर्द की किताब है🙃