Skip to content

Apne naam kar lunga || Hindi shayari

जहान-ए-दिल पे हुकूमत तुम्हे मुबारक हो
रही शिकस्त तो वो अपने नाम कर लूँगा🙃
तुम्हारी जुल्फ के साये में शाम कर लूँगा
सफ़र इस उम्र का पल में तमाम कर लूँगा❤️
नजर मिलाई तो पूछूंगा इश्क का अंजाम
नजर झुकायी तो खाली सलाम कर लूँग 🙏💯

Title: Apne naam kar lunga || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Fikr mat kar manjilo ki || hindi true line shayari

Fikr mat kr manjilo ki bss tu chalta jaa,
Muskilein milengi jarur par tu apna kaam krta jaa,
Vishwaas kar apni mehnet pe,
Safalta milegi tujhe ek din har keemat pe….🙏

फ़िक्र मत कर मंजिलो की बस तू चलता जा ,
मुश्किलें मिलेंगी जरूर पर तू अपना काम करता जा ,
विश्वास कर अपनी मेहनत पे,
सफलता मिलेगी तुझे एक दिन हर कीमत पे…… 🙏

Title: Fikr mat kar manjilo ki || hindi true line shayari


Main awaara || musafir love shayari

Bhatakta hua musafir hoon yaara

Dar badar phir raha hoon haalat ka maara

Main bekhabar aur besahara

Chala hoon apni taqdeer likhne

Adhuri kahani ko Puri karne

Khud ki manzil ka toh pata nahi raah sab ko dikhata hoon

Apne rashte main gumrah hoon dusron ki chah puri karta hoon

Apne liye awara hoon,dusre ke liye aankh ka tara hoon

Afsos tune ne na samjha mere dil ko

Main tere liye Aaj bhi dil haara hoon

Title: Main awaara || musafir love shayari