Enjoy Every Movement of life!
Chal padhey hain raahon mein shayad koi basaa le hamey apni nigaahon mein, waise to jee rahey hain berukhi si zindagi agar koi Mila hamsafar to ho jaayeinge shaamil uske sangh mohabbat ki panaho mein warna Kam se kam mout to samaa hi legi hamey apni baahon mein……..
Rishtoo se badi chahhat or ky hogi, Dosti se badi ibbadat ky hogi, jise dost mill sake koi app jaisa , Use zindagi se koi or shikayat ky hogi….
