Skip to content

Ummed h bewajah || hindi shayari

Percentage pe jor dekr tum, ghyan ki umeed rkhte ho,

Krwake dange khud hi,

Shanti ki umeed rkhte ho,

Reservation ne bigad diye jo youth yaha,

Free me sab kuch dekr ,

Tum mehnat ki umeed rkhte ho ,

Paisa doge tab bnega afsar aapka beta,

Bolkr ye tum unse imandaari ki umeed rkhte ho,

Sab kuch chayein jinhe comfort zone me hi,

Kyun tum phir unse kranti ki umeed rkhte ho.

Title: Ummed h bewajah || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Achhe waqt pe na sahi chalo || Hindi shayari pic True lines

ACHHE WAQT PE NA SAHI CHALO || HINDI SHAYARI PIC TRUE LINES
Asche waqt pe na sahi chalo bure
waqt me mujhe yaad karna..
Ho jaunga hazir tumahri ek awaaz par
tum bas khuda se fariyaad katrnaa
arey manta hu ki bahut galtiyaa karta hu mai
tum bas mujhe dost samjh kar maaf karna




Aapko pa kar || sad but true || two line Hindi shayari

खुदा ने भले हमे बहुत कुछ नही दिया पर आपको पाकर तो कोई शिकवा ही ना रहा💞😍 

Khuda ne bhale hume bahut kuch nhi diya par aapko pakar to koi shikva hi na rha💞😍

Title: Aapko pa kar || sad but true || two line Hindi shayari