Skip to content

Apni Qadar kho di || Sad True Hindi Shayari

Sochte Hein Seekh Lein Hum B Berukhi Karna,
Mohabbat Detey Detey Hum Ny Apni Qadar kho di..!!

Title: Apni Qadar kho di || Sad True Hindi Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aansuyon ki vjah || sad hindi shayari

Yaaro jo kabhi hmari ankhon mein
Ek ansu bhi nhi dekha karta tha,
Afsos aaj vahi hmari
Behte ansuyo ki vjah hai💔

यारो जो कभी हमारी आंखों में
एक आंसू भी नही देखा करता था,
अफसोस आज वही हमारी
बहते आंसुओं की वजह है💔

Title: Aansuyon ki vjah || sad hindi shayari


One Sided Love 🖤 || hindi shayari

Ek Tarfa Pyaar Bhi Kamaal Sa lgta hai!!!!

Har ek jawab Bhi Sawaal sa Lagta hai!!!!

Choti si parr gyi h Uu toh tere bin ye zindagi!!!!

Par ek ek din v ek saal sa lagta hai!!!!

Suna tha sachi ho mohabbat toh mil hi jati hai !!!!

Kaha Jisne wo saks bhi Kamal sa lagta hai !!!!!

Ek Tarfa Pyaar Bhi Kamaal Sa lgta hai! || one side love shayari