Skip to content

Apni rajai me ||Hindi funny 2 lines shayari

मत ढूँढ़ो मुझे दुनिया की तन्हाई में

ठंड बहुत है मैं यही हूँ अपनी रज़ाई में।

Title: Apni rajai me ||Hindi funny 2 lines shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Chal padhe hai raaho mein

Chal padhey hain raahon mein shayad koi basaa le hamey apni nigaahon mein, waise to jee rahey hain berukhi si zindagi agar koi Mila hamsafar to ho jaayeinge shaamil uske sangh mohabbat ki panaho mein warna Kam se kam mout to samaa hi legi hamey apni baahon mein……..

Title: Chal padhe hai raaho mein


Mohobbat || mohobbat shayari || hindi shayari

Mere dil mein tumhare liye kitni mohobbat hai agar ye janna hai
To ekbaar apna dil mere dil par rakh kar dekho ❤️🥀

मेरे दिल में तुम्हारे लिए कितनी मोहब्बत है अगर ये जानना है
तो एकबार अपना दिल मेरे दिल पर रख कर देखो ❤️🥀

Title: Mohobbat || mohobbat shayari || hindi shayari