Skip to content

Apni saanse chhod || Hindi true love

Ham wo nahi jo tumhe gam me chhod denge, ham woh nahi jo tujse naata todh denge
ham woh hai jo tumhari saanse ruke toh, apni saanse chhod denge

हम वो नही जो तुम्हे गम में छोड़ देंगे , हम वो नही जो तुजसे नाता तोड़ देंगे ,
हम वो हे जो तुम्हारी साँसे रुके तो , अपनी साँसे छोड़ देंगे …।।

Title: Apni saanse chhod || Hindi true love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari

Kisi or ki taraf nazar kaise karun
unhe jo chahiye uss per to hukumat 
tumhari hai… ❤️

किसी और की तरफ़ नज़र कैसे करूँ
उन्हें जो चाहिए उस पर तो हुकूमत तुम्हारी है…❤️

Title: Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari


Apko jo milne ka iraada || hindi shayari

आपका जो मिलने का इरादा है ये
करम हम पर कुछ ज्यादा है

किया है ये इश्क पता नही मुझको
तेरा शायर बहुत ही सादा है

दिल तो पहले ही ले लिया तुमने
अब किया जान लेने का इरादा है

Aapka jo milne ka irada hai ye

Karam hum par kuch jyada hai

Kiya hai ye Ishq pata nahi Mujhko

Tera Shayar bahut hi sadha hai

Dil toh pehle hi le liya tumne

Ab kya Jaan lene ka iraada h….!!!??

Title: Apko jo milne ka iraada || hindi shayari