Skip to content

ARRANGEMENT IN LIFE

LIFE KA FUNDA HAMESHA KISINE NAHI SIKHAYA,
SIKHYA TO SIRF EK RAAH DIKHAYA,
KYA PATA KAL KYA HOGA,
PAR AAJ KE DIN SE KAL KA SAVERA HOGA.

Title: ARRANGEMENT IN LIFE

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Allah to siwa || sad but true shayari || life shayari

Menu haddon vadh pyar de nikhareya e ohne
Nigh eho jehe pyar da kite maneya hi nahi..!!
Kyu kara mein mohobbat duniya de naal
Jad menu Allah ton siwa kise janeya hi nahi..!!

ਮੈਨੂੰ ਹੱਦੋਂ ਵੱਧ ਪਿਆਰ ਦੇ ਨਿਖਾਰਿਆ ਏ ਓਹਨੇ
ਨਿੱਘ ਇਹੋ ਜਿਹੇ ਪਿਆਰ ਦਾ ਕਿਤੇ ਮਾਣਿਆ ਹੀ ਨਹੀਂ..!!
ਕਿਉਂ ਕਰਾਂ ਮੈਂ ਮੋਹੁੱਬਤ ਦੁਨੀਆਂ ਦੇ ਨਾਲ
ਜਦ ਮੈਨੂੰ ਅੱਲਾਹ ਤੋਂ ਸਿਵਾ ਕਿਸੇ ਜਾਣਿਆ ਹੀ ਨਹੀਂ..!!

Title: Allah to siwa || sad but true shayari || life shayari


Meri aankho ko teri || pyar shayari

Meri aankhon ko teri aankhon ka deedaar adhura h,

Mere chechre pr tere haathon ka swaad adhoora h, 

Teri ek jhalak ko mukammal krne k liye,

Meri dhadkan ke dhadakne ka intzaar adhura hai, 

Kaash is dil ko tumhara aitbaar na hua hota,

To Hme bhi kisise kbhi pyaar na hua hota, 

Jee lete hm bhi bevafaai k shaare,

Agar pyaar hme tumse beintehaa na hua hota.

Title: Meri aankho ko teri || pyar shayari